होलोग्रेफिक वीडियो गेट्स न्यू -डाई-मेंसंस (दी टेम्स ऑफ़ इंडिया ,नवम्बर ५ ,२०१० )।
prakaash विज्ञानं के माहिरों की माने तो वे ३ डी holographic video के behad kareeb pahunch gayen hain .yah prodyogiki bahu vidh upyogi sabit hogee .manoranjan ,door -chikitsa ,konfrensing se lekar vigyaapan jagat के maayavi sansar tak ।
arizona vishvvidyalay के saainsdaanon के anusar ab se tees bars pahle tak 'होलोग्रेफिक imejiz achal yaani steshnari rahtin thin .ab ye ek kvasi reeyal taaim की srishti kartin hain ।
hologrem taiyaar karne के liye ek lezar kiran punj us vastu ko alokit karta hai jiskaa hologrem tiyar kiyaa janaa hai .iskaa pratibimb ab ek praksh samvedi parde par daalaa jaata hai .laal yaa fir peelee roshnee me bheegaa yah pratibimb "3dee "ifekt liye hotaa hai .lambai chaudai ,oonchaai ke alaavaa gehraai kaa bodh bhi karvaata hai .steeriyo -skopik pikchars ko dekhne ke liye vishesh glassiz kaa stemaal karnaa pdtaa hai .hologrem ko nahin .yah usse behtar rahtaa hai .
ek parde par ukeree gai chhavi teen se paanch minit ke baad khud badal jaati hai .imej ko rikord karke tranzmit bhi kiyaa jaa sakta hai ek jagah se doosree jagah bheja jaa sakta hai .
शनिवार, 6 नवंबर 2010
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें